Posts

Showing posts with the label irfan kasmi

Dil ka Ujaala Name Muhammad Lyrics / दिल का उजाला नामे मुहम्मद

dil ka ujaala naame muhammad dil ka ujaala naame muhammad aankhon ka taar naame muhammad jannat ke patton pe ars̱ẖe ula par aadam ne dekha tha naame muhammad dil ka ujaala naame muhammad aankhon ka taar naame muhammad puchhega rabb tu hai laaya kya kya mein to kahunga naame muhammad dil ka ujaala naame muhammad aankhon ka taar naame muhammad donon jahaan ki daulat milegi karlo wazifa naame muhammad dil ka ujaala naame muhammad aankhon ka taar naame muhammad salle ala ka sahera saja kar dulha bana hai naame muhammad dil ka ujaala naame muhammad aankhon ka taar naame muhammad दिल का उजाला नामे मुहम्मद दिल का उजाला नामे मुहम्मद आँखों का तार नामे मुहम्मद जन्नत के पत्तों पे अर्शे ऊला पर आदम ने देखा था नामे मुहम्मद दिल का उजाला नामे मुहम्मद आँखों का तार नामे मुहम्मद पूछेगा रब तू है लाया क्या क्या म...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Sohna Aaya Te saj gaye ne Galiyan Bazar Lyrics / सोहना आया ते सज गए ने गालियां बाज़ार

Hum Apne Nabi Pak se yun Pyar karenge Lyrics / हम अपने नबी पाक से यूँ प्यार करेंगे

Gali Gali Saj gayi Shaher Shaher Saj gaya Lyrics / गली गली सज गयी, शहर शहर सज गया

Dekhte kya ho Ahle Safa Lyrics / देखते क्या हो अहले सफ़ा / دیکھتے کیا ہو اہلِ صفا